Thursday, October 17, 2019

Takleef Takleef Takleef...

Takleef, Takleef, Takleef...
Are itni saari Taqleef??!?

M:- Wo suit boot pehan ke nikale to? 
Chorus:
Hai takaleef

M:-Wo saada dress bhi pehne to
C:- Hai Takaleef

M:-
Wo kachra khud uthaye to?
C:
Hai takaleef
M:
Kachra na felane ko bole to?
C:
Hai takaleef

M: 
Wo dushmano ko sabak sikhaye to
C: hai takaleef
M: Wo dushmano se baat kare to bhi
C: Hai takleef

M:
Kashmir ke hit me kadam uthaye to
C: hai takaleef
M:
Deshdrohiyon ko kadva sabak sikhaye to
C: hai takaleef

M:
Bhrashtachke khilaf jang chhede
C: To Hai takaleef
M: Deshdrohiyo ko jail bhijwaye to
C: hai takaleef

M: Sabke saath ki baat kare to?
C: hai takaleef
M: Vikas ki koi muhim chhedet to
C: hai takaleef

M:
Aatankwaad ko mita diya par
C:- hai takaleef
M: Dushmano ke paseene chhute par
C: 
Hai takaleef

M:
Deshbhakto ka Samman kiya par
C:hai takaleef

M:
Dagabaazo ko gehraa sabak sikhaya par
C: hai takaleef

M: Takleef, Takleef, Takleef ....
Aakhir kis baat ki hai tumhe itni takleef??

M: 
Sun lo e takaleef walo agar  itni
C: hai takaleef
M: 
To desh chhod ke chale jao, le jao
C: Tum tasreef 

M:Ye hi ab ho gaya hai
C:Tumhara muqaddar

M:
Jiske pichhe pade tum haath dho ke wo hai
C:
Ik sikandar

M: 
Nahi farq koi padne waala ab, kitna bhi 
C:
Shor machaalo

M:
Jeet pe jeet haansil kar 
lega wo, ai
C: jalnewaalo

M: Tum dekhte reh jaoge, ai
C:
Takleefwaalo

M:
Behtar hoga gar muh apna  tum
C:
Bandh kar daalo

M:
Apni bhadash
Kai aur jaa ke
C: Tum nikaalo

M: 
Sun lo e takaleef walo agar  itni
C: hai takaleef
M: 
To desh chhod ke chale jao, le jao
C: Tum tasreeff 

M:Ye hi ab ho gaya hai
C:Tumhara muqaddar

M:
Jiske pichhe pade tum haath dho ke wo hai
C:
Ik sikandar

M: 
Nahi farq koi padne waala ab, kitna bhi 
C:
Shor machaalo

M:
Jeet pe jeet haansil kar 
lega wo ai
C: jalnewaalo

M: Tum dekhte reh jaoge ai
C:
Takleefwaalo

M:
Behtar hoga gar muh apna  tum
C:
Bandh kar daalo

M:
Ae jalnewaalo
O jalnewaalo
O jalnewaalo

***********

Saturday, October 12, 2019

Saucho na saucho na jyaada saucho na

Kisne hai jana
Kon kitna jana mana
Haqiqat me hai kiska
kitna naam
Saucho na saucho na
Jyada socho na 
Vaat dimaag ki 
Tum lagao na,
Saucho na Saucho  na
Jyada Saocho na
Vaat dimaag ki lagao na...

Tum jo Facebook pe ye selfie rakhte ho
Itne haste ho
Ullu banate ho
Ye baat kitni sach hai
Koi nahi jaanta
Real life me tumhari
Kitne dukh bhare hai
Kitne nikamme ho
Ye na koi maanta
Isliye roz raat ko
Tum apne aap ko 
Dikhate ho jaise Superstar
Saucho na saucho na
Jyada socho na 
Vaat is dimaag ki 
Lagao na...


Jo sach me Mehnat se
Rozi roti kamaye
Social media pe uske
Sidhe Saade hai khaate
Bina kaamkaaj ke
Jo hai baithe
Dekho to isme
Kitne shandaar hai dikhte
facebook hai ye
ya hai koi
Kabaadi wale ki
Ik dukaan
Saucho na saucho na
Jyada saucho na 
Vaat dimaag ki 
lagao na...

Har koi jaanta hai
Isme fake kitne
Fir bhi hai saare 
chipke hi rehte
Kaamkaj chhod ke sab
Rishte tod ke sab
Mobile ke andar 
Ghuske hi baithte
O Facebook waale
Ye Kya kar daala tune
Paagal kar diya 
Har insaan

Saucho na saucho na
Jyada socho na 
Vaat dimaag ki 
lagao na...

Kisne hai jana
Kon kitna jana mana
Haqiqat me hai 
Kiska kitna Naam
Saucho na saucho na
Jyada saocho na 
Vaat dimaag ki 
Lagao na,
Saocho na Saocho na
Jyada Saucho na
Vaat dimaag ki
Lagao na...

Kya samje?
Saocho na Saocho na
Jyada Saucho na
Vaat dimaag ki
Lagao na...

- (kb/Original/12-10-2018/1)















Monday, October 7, 2019

Kasam khao aaogi jaa tum mere saath
Tu mere liye hai
Mai Tere liye hu(2)

Jab bhi dekhu mai
Tera ye chehra
Dil mera ye bole
Ooooo

Koi bolo na mastaane ko, ye dil machal gaya

"Ho Koi bolo na mastaane ko
Ye Dil machal gayaa, paas aane ko"(2)
Ho koi bolo na...

Ye hasee jawaa raste, Baarishon ka ye mausam,
Baahon me daale baahe,
Chale do anjaane,
Ho dilse khil ke ye kahaa foolone,
Hai vakt suhana,
Mausam mastaana,
Tum mann se bandh lo,
Dilkash samaaaaaaa

Ho Koi bolo na mastaane ko,
Ye Dil machal gayaa, Paas aane ko,
Ho koi bolo na

Jeevan ke safar me, Aisa koi mil jaaye,
Usi ke khwabo se
Mann ye sanvar jaaye,
To Gaa le deewane
Geet ye rasila
Rango me Pyaar ke tu
Rang ja rangeela
Surila geet jo
Sune jahaaaaaa

"Ho Koi bolo na Mastaane ko
Ye Dil machal gayaa, Paas aane ko"(2)
Ho koi bolo na...


**** **** **** **** ****








Tera pyaar hi mera kaam hai

F:-
Tera pyar hi mera kaam hai,
Ye ishq kyo badnaam hai,
Tera pyar hi mera kaam hai,
Is zubaa pe bas tera naam hai,
Tere ishq me baichen hu mai subah shaam
Sanam, mai tujh me tu mujh me(2)

Jadu jagaye dilkash hawayen
Meri ye aankhen, hai tarsee tarsee
Tere pyar ka hai ye Nashaa
Male:
Mujhko pukare ye gori baahen
Faaslen Zara se, aaja hataa du
Ho na koi dooriyan

F-
Elaan ye, sar-e-aam hai,
Is dil ka tu, farmaan hai
Tere ishq me baichen hu me, subah shaam
Sanam, mai tujhme tu mujhme(2)

F:
Khwabo me jab bhi, mere tu aaye
Khushbu ye kaisi, dil me samaaye
Aashiq kaisa, tu meraa?
M:-
Meri ye ankhiya
Sapne hai tere
Dil hai ye mera
Dhadkan hai teri
Haal ye kaisa, ho gayaa!
F:
Dil ka ye hi, anjaam hai
Tu is dil ka, Armaan hai
Tere ishq me ho gaya dil ye badnaam
Sanam, mai tujh me tu mujh me(2)


M:
Tera pyar hi mera kaam hai,
Ye ishq kyo badnaam hai,
Tera pyar hi mera kaam hai,
Is zubaa pe bas, tera naam hai,

Both:-
Tere ishq men baichen hu me subah shaam
Sanam, mai tujhme tu mujhme(2)

******** ******** *******